Sunday, 5 June 2016

Top 10 Apps Of 2016

Top 10 Apps Of 2016

Friends Jaisa ki kuch Secret top Apps ki jankari pahle mil chuki hai real editors ke app se ....

Aur kuch apps list me aur jode .
Jo bahut hi kam size ke hai
Aur bahut usefull bhi
Ayi jante hai Top 10 Apps of 2016
Aur ye sab asani se play store pe mil jayenge bas name type kriye

1.Vyomy Gallery - Ye gallary Full 3d hai Graphic iske  bahut hi shandaar hai  transition hai sime full 3dimensional jo ap ko  gallery open krne pe  bar bar majboor krega

2. Solid Explorer -Ye ES file exlorer jaisa hi hai isme bhi hai sare functions aur wo bhi acche graphic ke saath . Aur bhi kai cheeze asaan bana dengi apke liye

3.Mediafire - ye ek aisa app hai jis se ap apne kisi bhi file ko net storage me uload kr skte hai jis se hamari file safe rahe ye apko 5 gb data free dega online store krne ke liye ... aur khaas bat ap us file ka link bna skte hai aur dosto ko ya apne blog pe ya aur kahi dal skte hai aur apke friend use easily download kr skenge in q one click . Oneline storage best app mediafire.

4 Video Compress : jaise ki mere blog pe readers jyadatar editors hi hai to editors ko bas vdo dekhna hai clearity se nahi matlab .
To ye smjhiye ki ap apna 200 mb ka video 20 mb ka bna skte hai.. is app se aur bhi ache tools hai isme most usefull .

5. ART & CULTURE : ye app bahut hi intresting hai ... ap duniya ke kisi bhi Museum ke 3d View Dekh saktey hai belive me its amazing ....  like a live scene and other creativity ke liye bhi accha app hai . Intresting

6.Daylio : agar ap diary nahi likhtey hai to is ap ke jariye ap shaukeen ho jaoge ye personalisation ke liye bahut badhiya hai maine to apno diary bna bhi li ap bhi bnaiye  bahut hi asaan hai aur isko google drive pr backup bhi bna le jab ek do month likh le

7.Notific : ye Bahut hi kam size ka app hai ye  makkhan kam krta hai ye apke sare notifications apke lock screen ke upar cha jayega ...

8.sine keyboard is ap ke jariye ap apni typing me time bacha skte hai isme apne use full links ya apna account ye sab data text save kr skte hai aur bhi apne good morning ya good night ke messeag jo ap daily use krte ho apko bar type na krna padega  .. ye sb apko ek bar type kr ke save kr dena hai isme fir ek button click ap ye sb ajyega .. jaise mai apna bloglink fb aur youtube ka channel ka ling aur google id in sab ka rkha hu .saved ... one click send aur ye spamming ke liye bhi kaam krta hai isme cp system bhi hai apna messege save kriye .. uske baad whatsap ki setting me jaiye wha etner key send per click kriye .. aur ab apna save messege click kriye aur keyboard ka enter button presse kriye ho gya na copy paste cp .

9.Device Manager : ye khas app hai jaise apka mobile  kahi gum ho gya to ap kisi ke mobile se ya pc pe google device manager per login kr ke udhar se use permanently lock kr skte hai aur uski location bhi mil jayegi agar mob me gps on hai apka to .ye kam size ka app hai isme bas gmail se account log in krna hai ... app ring kr ke chek. Bhi kr skte hai apna phone ko doosre jagah pe login kr ke .net se . Use kriye ..accha app hai

10.Google Indic Keyboard : Ye Hindi type likne walo ke liye best app hai is se ham asani se hindi type kr skte hai ap jo bhi english me likhenge wo uska pronunciation hindi me likhega . Jaise

ये देखिये इस समय मैं इंग्लिश बटन यूज़ कर रहा हु पर हिंदी में likh raha tha samjh gye आप लोग  hahaahah

To ye th

Top 10 Apps dosto hota kya hai log app install krte hai turant open kiya cheq kiya ni smjh aya uninstall kr dete hai ... but solution ye hai ki kisi bhi app ko download hone ke bad uske access de access ka matlab us app me login kre account bnaye aur uske har feature ko use samjhiye  .. aur agar tuff lage to usko kuch din ke liye rkhiye open kriye try kriye app me problem aye koi bhi to usko clear data kre settings me apps me jake manage kriye dheere dheere ab apko pta cha gya hoga ki ye kitne usefull apps hai

Thnakyou  apka Editor

Aur follow bhi kre .
For contineu updates

No comments:

Post a Comment

Download Now

Real Editors App

Hello Editors Here its Come India's 1st App For Editing Tutorials Let's learn with fun Powerd By Real Editors All India Editi...